Вступление
Yeshu mashi tere jaisa hai koi nahi
tere charno mai jhuke aasman
aur mahima gaye sabhi
Hum gaye ho-sanna
Tu rajao ka hai raja
teri mahima howe sada
tuha prabhu humara khuda -2
Pyare pita tune hum se kitna pyar kiya
hume paapo se chudane ko
apne bete ko kurban kiya