Вступление
[Intro]
[Chorus]
Nasha ye Pyaar ka nasha hai, ye meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao... raho na hosh mein deewanoo
[Verse]
Ke jab se maine tumko dil ye de diya
Meetha meetha sa dard le liya...
Suno o priya...Maine tumko dil diya...
[Chorus]
Nasha ye Pyaar ka nasha hai, ye meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao... raho na hosh mein deewanoo
[Instrumental]
[Verse]
Nazzar se yun mili nazar deewana main ho gaya
Hua ye kya hua asar kahan ye main kho gaya
Behke behke kadam behka behka hai mann
cha gaya cha gaya mujhpe deewanapan