woh kehtay hai na jo hota hai achay k liye hota hai...ghalat kehte hain
kismat ka khel hai saara
phirta tha main awaara
ye kia se kiaa hogayaaa
char din ki zindgani
har pal aik nai kahani
kia tha main kia ban gaya
[CHORUS]
kia hua jo laari chooti
jevan ki gari looti
khuab hai to mujh ko na jaga
zindagi aik pal main saali
yun palat gai hamari
jhoot hai to mujh ko na bata
[Change b/w C and A-min through out this verse]
mumbai suna tha yahan admi pori zindagi apni qismat
slow track se fast track lanay main nikaal deta hai..[pause]
per dhai ghantay main meri qismat aessay hi slow track se
C A-min ...
fast track pera ajai gi ye mainay kabhi soocha nahi tha [pause]
sazaa maza ban jai gi ye bhi kabhi socha nahi tha
last local kia chooti hai ..saala.. qismat patri per agaya
[A-min.....C.....F.....G]
karlo jo bhi karna hai
hota hai jo hona hai
guzra toh pal yeh phir na aayega
kya bura hai kya bhala hai
waqt hi shaayad khuda hai
ho jaane do phir dekha jaayega
[CHORUS]
kia hua jo laari chooti
jevan ki gari looti
khuab hai to mujh ko na jaga
zindagi aik pal main saali
yun palat gai hamari
jhoot hai to mujh ko na bata
woh kehtay hai na jo hota hai achay k liye hota hai...sahi kehte hain