Sonu nigam – ek baar tujhko dekha
From the album deewana
By Sanjeev George and Thomas George
Contact us at sanjeevgeorge123@yahoo.co.in
Intro
Tera khayal mere dil se ja nahi sakta
Tamam umar mein tujhko Bhula nahi sakta, bhula nahi sakta
Ru ru ru, tu ru ru ru ru ru ru ru
Tu ru ru ru ru ru ru ru
Aaja
Verse
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhun yeh dil kahe
Hmm ek baar tujhko dekha
Phir dekhun yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jaun
teri justaju rahe
Chorus
Deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Aaaaaaaa aaaaa
Mera tasavur meri deewangi tu hi to hain
Kash tujhe khabar hoti
Yeh zindagi tujh bin har lamha
A sus
Mujhe tadpaati hain
A sus4
Mein kya karu ?
Zindagi se bhaag kar kaha jau ?
Tera pata bhi to nahi
Stanza1
Ashaon ka banke darpan
Tune badla mera jeevan
Anjaane mein jod di maine
Tujhse apne dil ki dhadkan
Aai hain yaad phir tu
Phir hosh kho gaya
Phir dil machal machal ke
Betaab ho gaya
Chorus (same chords)
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Solo
e|--10b11r-10v------------10-------------------------------|
B|-----------------11----------13-----12h13p12v------------|
G|--------------------12-----------------------------------|
D|---------------------------------------------------------|
A|---------------------------------------------------------|
E|---------------------------------------------------------|
e|--10b11r-10v------------13v---11v----11—10v--------------|
B|-----------------11--------------------------------------|
G|--------------------12-----------------------------------|
D|---------------------------------------------------------|
A|---------------------------------------------------------|
E|---------------------------------------------------------|
Then G Em D Am C D
Then G D
Stanza 2
Ab tak maine khwaab jo dekhe
Un khwaabon ki chaahat hai tu
Lagta hain kyo aisa mujhko
Dil ki pehli hasrat hai tu
Yeh meri bekaraari yeh meri bekhudi
Hans hans ke roj mujhse karti hain dillagi
Chorus twice
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Hoo deewana (deewana)
Kiya hai teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Verse repeat (same chords)
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhun yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jaun teri justaju rahe
Chorus for last time
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja ae ae ae ae ae)
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)