Mkay, so I got these lyrics from Google and don't know if they're totally right,
but they sound close enough.
I think the ".n" things are silent? Who knows. I'm white.
Kuch Kuch Hota Hai
From the Bollywood movie, Kuch Kuch Hota Hai
Tabbed by Kafferz
Intro (starts with drums):
tum paas aa'e,(ooooh) yuu.n muskaraa'e (ooooooh)
tum paas aa'e, yuu.n muskaraa'e
tum ne na jaane kya, sapane dikhaa'e
tum paas aa'e, yuu.n muskaraa'e
tum ne na jaane kya, sapane dikhaa'e
ab to mera dil, jaage na sota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
tum paas aa'e, yuu.n muskaraa'e
tum ne na jaane kya, sapane dikhaa'e
ab to mera dil, jaage na sota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
Instrumental:
na jaane kaisa ahasaas hai
bujhatii nahii.n hai, kya pyaas hai
kya nasha is pyaar ka
mujhape sanam, chhaane laga
koii na jaane, kyo.n chain khota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
Instrumental:
ahhhhhhhhh, ahhhhhh.
eeeeeeeee
mmmmmm
aaaaaaaah
ahhhh.
Instrumental:
kya ra.ng laaii, merii dua
ye ishq jaane kaise hua
bechainiyo.n me.n chain
na jaane kyo.n aane laga
tanhaaii me.n dil, yaade.n sa.njota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
tum paas aa'e, yuu.n muskaraa'e
tum ne na jaane kya, sapane dikhaa'e
tum paas aa'e, yuu.n muskaraa'e
tum ne na jaane kya, sapane dikhaa'e
ab to mera dil, jaage na sota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
kya karuu.n haa'e, kuchh kuchh hota hai
End on G.
Kuch Kuch Hota Hai (1998)
http://www.imdb.com/title/tt0172684/