Chori chori jab nazrein mili
Chori chori phir neende udi
Chori chori jab dil ne kaha
Chori mein hi hai maza.
Kya jaane kya mil gaya
Kya jaane kya kho gaya
Too ne yeh kya kar diya
Mujh ko yeh kya ho gaya
Palkein jhukeen, palkein utheen
Kya keh diya, kya suna
Chori chori jab nazrein mili
Chori chori phir neende udi
Chori chori jab dil ne kaha
Chori mein hi hai maza.
Phoolon ke khaabon mein aa kar
Khushboo chura le gayee
Baadal ka aanchal bhi aa kar
Pagal hawa le gayee
Phoolon ke khaabon mein aa kar
Khushboo chura le gayee
Baadal ka aanchal bhi aa kar
Pagal hawa le gayee
Ek phool ne, ek phool se,
phir kaan mein kuch kaha
Chori chori jab nazrein mili
Chori chori phir neende udi
Chori chori jab dil ne kaha
Chori mein hi hai maza.
Rishton ke neele bhawwar
Kuch aur gehre huay
Tere mere saayein hain
Paani pe thehre hue
Jab pyaar ka, moti gira
Banne laga daa..ira
Chori chori jab nazrein mili
Chori chori phir neende udi
Chori chori jab dil ne kaha
Chori mein hi hai maza.