meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa
jo likhaa thaa aa aa
jo likhaa thaa aa.Nsuo.n ke sa.ng bah gayaa
meraa jiivan...
ik havaa kaa jho.nkaa aayaa
TuuTaa Daalii se phuul
TuuTaa Daalii se phuul
naa pavan kii naa chaman kii
kisakii hai ye bhuul
kisakii hai ye bhuul
kho gaI ee ee
kho gaI khushabuu havaa me.n kuchh na rah gayaa
meraa jiivan ...