Нmm Mmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey
Нmm Нmm
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado
Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado
Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho
Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali
Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali
Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai
Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado
Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho
Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin
Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Ru laake
Pal Ye Bhi Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bi taado
Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Aanewala Pal Jaanewala Hai