gGuitarama
K

Kya Leke Aaya Jagat Mein

Аккорды
Рекламаad-slot:header
Тон
0
Прокрутка
Шрифт
Вид аккордов
Вступление
[Verse 1]
Is kaya ka hai bhaag bhaag bin paya nahi jata
Paya nahi jata
paya nahi jata
Is kaya ka hai bhaag bhaag bin paya nahi jata
Karm bina naseeb thoda phal khaya nahi jata
Karm bina naseeb thoda phal khaya nahi jata
Kahe satnam jag ye Kahe satnam jag ye
Jhoota jhamela jhoota jhamela
Do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka mela
[Chrous]
Kya leke aaya jagat me
kya leke aaya jagat me
Kya leke jayega
kya leke jayega
Do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka mela
[Verse 2]
Oooooo… Iss jagat saraye Mai musafir rehna do din ka
Iss jagat saraye Mai musafir rehna do din ka
Kyu vritha Kare guman murak iss dhan aur joban ka
Kyu vritha Kare guman murak iss dhan aur joban ka
Na he bharosa pal ka
na he bharosa pal ka
Yu he marr jaayega
yu he marr jayegaa
Do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka mela

Видео

Смотреть на YouTube

Видео для этой песни пока не подобрано.