Вступление
Naina, Naina
Jhelum Naina
Dooba Dooba Sara Chaina
Doobne ke hain ishare naina
Gehre Gehre bin kinare Naina
Sharbaton ka ek bhawar hain naina
Meethi barish ki dagar hain Naina
Jab dekhi chab Teri ye Naina tar gaye
Tera resham Teri khushboo ye Naina bhar
Gaye
Naina, Naina
Jhelum Naina
Dooba dooba Sara chaina
Hothon pe hain thehri, ek preet gehri
Shabd magar mil payena
Sanson mein sarakti, suron mein behakti
Bandishon mein dhal payena
Kachi kachi si mehak ho dheema dheema sa
zehar
Thandi thandi aaj ho tum ek naveli si
shehar
Naina,Naina
Jhelum Naina
Dooba dooba Sara chaina
Palkon ke chaon mein Meine ghar liya
Naino mein tere dera kar liya
Raaton ko hain savera kar liya
Mann mein tera basera kar liya
Naina, Naina
Ye Nam naina
Naina
Naina
Naina
Naina
Naina...