Вступление
[Verse]
aye saala
abhi abhi
huaa yaqeen
Ki aag hai
mujh mein kahi
hui subaah main chal gaya
suraj ko main nigal gaya
[Chorus:]
ruu-ba-ruu roshni
ruu-ba-ruu roshni heyy
[Stanza 2:]
jo gumshuda-sa khwaab tha
voh mil gaya voh khil gaya
Wo Loha thaa thaa pighal gaya
kichhaa kichhaa machal gaya
sitaar mein badal gaya
[Chorus:]
ruu-ba-ruu roshni
ruu-ba-ruu roshni heyy
[Interlude:]
dhuaan chhataa khula gagan mera
nayi dagar naya safar mera
jo ban sake tu hamsafar mera
nazar mila zara
[Stanza 3:]
aandhiyon se jaghad rahi hai lau meri
ab mashaalon si bhad rahi hai lau meri
naamo nishaan rahe na rahe
ye kaaravaan rahe na rahe
ujaale mein pee gaya
roshan huaa jee gaya
kyon sehte rahe
[Chorus:]
ruu-ba-ruu roshni
ruu-ba-ruu roshni heyy
aye saala
abhi abhi
huaa yaqeen
Ki aag hai
mujh mein kahi
------- ENJOY -------