Shiqaayatein mitaane lagi
Subah bedaag hai subah bedaag hai
Jo barf ko galane lagi
Kahin to aag hai, kahin toh aag hai
Chorus:
Naa udne ki iss dafaa.. thaani
Parindo ne bhi wafaa.. jaani
Andhere ko baahon mein leke
Ujaale ne ghar basaaya hai
Churaya tha jo chukaya hai.. Ae.. Ae
Shikayatein mitaane lagi
Subah bedag hai..
..Jobarf ko galane lagi
Chorus
Ek jeet tu hai, Ek haar main hoon
Haar jeet jode jo taar main hoon
Ek jeet tu hai, ek haar main hoon.. hoon..
Bridge:
Bataayein bin galtiyaan.. Aa.. Aa.. ginaayein
Sitare jab bhi sadaa.. Aa.. Aa.. sulaayein
Luteroon ko baghban.. Aa.. Aa.. banaayein..
Naseebon ki baat hai
Naseebon ki baat hai..