Вступление
Intro:- X2
Aaj tham gaya hai ye saman
Tham gayi haseen meri
Aur kho gaye hain woh nishaan
Tham gaye kadam mere
Pre chorus:-
Bhulein ge naaa woh din kabhi
Muuuujhaaayy
Aur woh Khiza Mera Jahaaan
Chorus:-
Chuna jo tere liye na jaane kyun
Gum sa gayaaa
Meri jaan ye imtehan ban sa gayaa
bas jane tu janun mein ye sazaa
Verse 2:
Aaj bite hue lamhon ke
Khayalon main sawal hain
Aaj tute hue waadon ke
Saharon mein Zawal hai
Pre chorus:-
Bhulein ge naaa woh din kabhi
Muuuujhaaayy
Aur woh Khiza Mera Jahaaan
Chorus:-
Chuna jo tere liye na jaane kyun
Gum sa gayaaa
Meri jaan ye imtehan ban sa gayaa
bas jane tu janun mein ye sazaa
Kash koi paal aisa hooo
Ke jhumen aasma mein
Taaray ban ke woh lamhee
Par jhoot hai ye samaa
NO CHORDS(Just block all the strings and strum)
Jo Chuna tere liye na jaane kyun
Gum sa gayaa meri jaan ye imtehan
ban sa gayaa bas Jaane tu Jaane mein
D(Double Strum) C(Single Strum) G X2
Ye sazaaa (Na na na................)
Chuna jo tere liye na jaane kyun
Gum sa Gayaa Meri jaan
Ye imtehan ban sa gayaa
Bas jaane tu janoon mein
Bas jaane tu janoon mein
Yee sazaaaa